|
|
IND-IIT Ropar /4143- Sharif sa tha jab college main aya
|
Tuesday, September 10, 2013
|
Sharif sa tha jab college main aya , ab to bas ek mawaali ban ke reh gya hun , mom dad ko promise kia tha ki shraab aur cigarette ko kabhi haath nhi lagaunga par kutte doston no dono ki lat lagwa di . raat din ab aur kuch nhi soojta , pta nhi jab yahan se vapas ghar jaunga to ghar walon ko kaisa lagega , sorry mom ,dad
|
|
|